Google Adsense me Me Bank Details Kab Aur Kaise Add kare

Google Adsense me Me Bank Details Kab Aur Kaise Add Kare? Hello Friends Aapka Sawagat hai mere is Blogger me.Dostoo aaj mai aapko Bataunga ki aap Apne Google Adsence me Bank Details Kab bhar sakte hai.Friends jab aapke Google Adsence me 10$ ho jata hai. 


kahne ma matlab ye hai ki aapke Google Adsence account ke main balance me jab 10 $ ho jata hai tab aapko apne Google Adsence me payment ke option me jana hota hai.Aur waha pr aap dekhiyega ki Payment add karne ka yaani Bank details daalne ka Option Enable ho gaya hai.Tab aap Usper click karke aasani ke saath apne bank ka sara details bhar sakte hai,aur use save bhi kar sakte ha.

Google Adsense me Me Bank Details Kab Aur Kaise Add kare

Achaa Ek baat ye hai ki Bahut se log mujhse puchte hai ki Sir mere adsense account me 10 $ ho gaya hai lekin bank details Fill katne ka Option kahi nahi dekh raha ,to jab mai unse puchta hu ki 10 $ Current Balance me dekha raha hai ya Maine Balance me to Wo log mere ko batate hai ki Ye unka Current balance hai this Month wala.

unke main Balance me 0$ rahta hai.Tab mai Unko batata hu ki Yadi Aapke Current Balance me 10$ kya yadi 100$ bhi ho jaye  aur maine balance me 10 $ se kam ho to Bank details daalne ka Option Enable nahi hoga, to yadi aapko Bank details daalna hai to aapko wait karna padega jab aapke maine balance me 10 $ ho jayaga automatic Bank details daalne ka Option aa jayga.

Aur Google adsense Per Month Ke Current Balance ko Main balance me kab update karta hai Ab jara Uske baare me baat kar lete hai.

Read Mors Posts

YouTube Se kamaya huaa paisa aapko Per month 12th Tarikh ko Google Adsense ke Maine Balance me Add ho jata hai.wapsite aur Android app Ki kamai Google Adsense me hi dikhti hai ,lekin isme Condition hota hai.

yah aapke maine balance me nahi dekhti hai.yah aapko Current-Estimate Earning me Dekhaae deti hai.Estimate Earning ka Matlab-Aapne Jo is month ki kamaee ki hai usi ko kahte hai Estimate Earning.aur ye Earning maine Earning nahi hai.

Wapsite aur Android App ki kamaee Google Adsense account me Per Month 1 se 2 tarikh ke beech add ho jata hai.Agar aapke pass Google adsense account hai to aap apne Android Mobile ke uper bhi ads dekha sakte hai.

How to add bank details in adsense Hindi

apni wapsite ke uper bhi ads dekha sakte hai aur aapke pass ek youtube channel hai to uspe bhi aap ads show kara sakte hai.Aur Jitni kamaee hogi saari ki saari Google Adsence me dekhegi.lekin jab hum YouTube Channel ki kamaee ki baat kare to yah per month 12 tarikh ko hi aapko Google adsense account me dekhegi.

Google Adsense account me Bank details bharne ka Option Enable Hone ka matlab ye hai ki aapke Google adsense account me main balance kam se kam 10$ hona cahiye chahe wo YouTube Ki kamaee Ho Wapsite Ki kamaee ho ya fir Application ki kamaee ho usase koi lena dena nahi hai.

Bas aapko yahi dekhna hai ki aapke Google Adsence ke maine balance me 10 $ huaa hai ya  nahi huaa hai. agar 10 $ ho gaya hai to aapke Google adsensse account me jaha 10 $ show ho raha hai waha uske upper ek laal colour ka button dekhega jisme likha hoga Action.
Jab aap usko click kijiyega tab wo aapko direct payment ke option me lekar chala jayega.aur waha per aap dekh sakte hai ki aapke bank ka details bharne Box Enable ka dia gaya hai.

Aap usko click karke apne bank ka saara information

EX-

  • Aapke Bank me aapka kya name hai 
  • aapke Bank ka kya name hai 
  • aapka Account no kya hai 
  • aapke Bank ka IFSC code kya hai  
  • aapke Bank ka SWIFT code kya hai
Ye sab sari jankari aapko waha pr sahi sahi bharni hogi agar aapne kisi bhi tarh ki garbari ki to aapka paisa aapke Bank account me nahi pahuch payega.Aur bad me jab aap  Apne Bank details ko sahi sahi Filup kar denge tab Aapko aapka pichle jitne month ka balance pending hai aur ji aapne latest me kamaye hai sab ek saath add hokar ke milega.

To Hamne Aapko Bata diya ki aap apne Google adsense account me Kab apne bank ke saara details ko bhar sakte hai.iski kya Policy hai Sab jaankari maine aapko de di hai.Agar ye Article aapko Pasand aaya ho to Please mujhe Comment karke Jarur bataye.

Conclusion

To Friend aaj ke article me bas itna hi milege hai apne Next Article me tab tak aap apna khayal rakhe.aur Isi tarh ki Jaankari lene keliye aap Hamaare blogger ke saath Jude rahe.
Technicalroad- Tech Online Hindi Me

नमस्‍कार दोस्‍तों मेरा नाम विवेक प्रसाद है। मैंने PG (Post Graduate) किया है। मेरी उम्र 25 साल है। मुझे ब्‍लॉगिंग बहुत पसंद है इसलिए मैं ब्‍लॉगिंग सिखता और दुसरो को भी सीखाता हू।

Previous Post Next Post