Seo friendly blog post kaise likhe (How to write seo friendly blog posts 2022)

Seo friendly blog post kaise likhe-Hello Friend's mai Vivek ek baar fir se aapka sawagat karat hu hamare blogger me.Aaj Hum aapko 100% On Page Blog Post Ka SEO ( Search Engine Optimization ) karna Sikhaynge,Qki ham Blog-wapsite to aasani se banana lete hai.

Per Samsya tab aati hai jab hamare wapsite per traffic nahi aati hai. Aur Kabhi hamne ye nahi socha hoga ki Traffic Kewal SEO Kar dene se nahi aati hai aur na hi back link se.Blog per traffic laane ke liye aapko apne post per bhi dhyan dena hoga Qki aapki post hi Google ya Bing jise search engine me rank karti hai.(How to write seo friendly blog posts 2022)

Seo friendly blog post kaise likhe

Ab aap hamare is post ko start se End tak padiye. Aapko sab samjh me aa jayega. Aaj ke post me Mai aapko kuch secret aur Advance SEO Tips Dene Jaa Rahe hu.Mai aasha Karta Hu ki ye post aapko Achaa lagega.

नए पोस्ट लिखने के लिए Post Idea कहा से ले?

Jayadatar Logo ki yahi samsya hoti hai ki wo YouTube per bahut se Vidoe dekhkar Blog to bana lete hai lekin un Vidoe me ye nahi bataya jata hai ki Topic kaha se laaye.Friends aaj mai aapko batata hu ki aap kis Topic per Post likhe,jisase aapko Jayada se jayada fayada mil sake. 

iske liye aapke Mobile me ya Apne PC me Kis bhi Browser ko open kar le.Ab aapko search Box me Type Karna hai (KeyWord Everywhere Tool)  ko browser me install kar le. Sign Up karke use band kar de. 

ab search bar me koi word type kare to aapko uske related saari jankari mil jayegi. Us word ko duniya me kitna search kiya ja raha hai, kis tarh se search kiya ja raha hai. Bas aapko Usi se related apna Blog Likhan hai.

पोस्ट में High Quality Keywords कहा लगाये?

Post me Keyword kaha per lagaaye. Sabse Pahle aap apne Post ke title me 1 ya 2  main Keyword daale uske baad post ke heading me bhi aako wahi maine keyword daalna hai. Phir post ko topic ke hisaab se bataye ki aap usme kya kya cover kar rahe hai taaki aapke users ko asaani ho sake. 

Aur ha aap kabhi bhi aisa post mat likho jo kewal aapko fayada de.aap waisa post likho jisme users ko fayada ho. Jab ye soch kar likhoge to aapka post bahut hi jayada google me rank karne layak ho jayega. 

Aur ha aap pane post me 1 se jayada heading na daale. Ab aap apne heading ko select kare aur post area ke Left side me jaye jaha per aapko compose aur HTML ke aage ek Box milega. Jisme se aap Apne Heading ko chune. Bas aapko Heading Ready hai.

Subheading क्यू और कितनी  बनाये ? इसमें keyword कैसे लगाये

Friends jaisa aapne Heading Banaya hai usi ke jaisa aapko Sub-Heading banana padega. Bas aap us Sub-Heading me bhi Apne Kuch Keyword daale. Jaha tak ho sake Aap Long Tail Keyword ka hi use kare. 

Jise aap Keyword everywhere ki madat se search kar sakte hai ya goole me search karke bhi dekh sakte hai. Aur aap apne Post me jayada Sub-Heading na daale. 2 se 4 bas. Compose Aur HTML se  aage ek Phir Box me jaaye. Jisme aap Sub-Heading ko chune. ab aapki Sub-Heading ready ho jayegi.

SEO Friendly Discription कैसे डाले?

Isme aako Kuch Jayada Dimaag Lagaane ki jarurat nahi hai. Bas aap apne Heading aur Sub-Heading ko  ek ek karke Copy karke Right side me Discription Box me Pest kar de aur phir apne main heading ko copy karke google ke search box me pest karenge to aapko related keyword mil jayega. usko 1, 1 karke copy karke Discription me pest kar de. Aur save kar de.

SEO Friendly Permalink कैसे बनाए ?

SEO Friendly Permalink pahle blogger me automatic set ho jata tha. Ab Custom Permalink ki subidha bhi Blogger per aa gayi hai. Iske liye Aap post wale section me hi Permalink wale option per click karte hi aapke saamne 2 option automatic aur Custom mil jaynge. 

Isme aap custom ko chune aur apne man mutaabik SEO Friendly Permalink de. Jaime aapk apne post ke Title ya Heading ek Main Keyword jarur daale. Aur Permalink space ke liye ( - ) Desh icon ka use kare. Apne Permalink me Hindi word na daale. Qki Google Kabhi bhi Hindi Ko Read nahi karta.

Conclusion

Friends aapko Ye post kaisi lagi aap hame Comment Box me Jarur Bataye. Friends ye meri Guest Post hai aur Mera Name Vivek Prasad hai. Mai aapke liye aise hi Latest Post likhta Rahunga.
Technicalroad- Tech Online Hindi Me

नमस्‍कार दोस्‍तों मेरा नाम विवेक प्रसाद है। मैंने PG (Post Graduate) किया है। मेरी उम्र 25 साल है। मुझे ब्‍लॉगिंग बहुत पसंद है इसलिए मैं ब्‍लॉगिंग सिखता और दुसरो को भी सीखाता हू।

Previous Post Next Post