Email me badi file Ko kaise bhenje (How to send big file through email )

Email me badi file Ko kaise bhenje -Namaskaar Dosto Mera name Vivek Hai, Aur aapka Bahut bahut Sawagat hai Hamare is Blogger me.Dostoo yadi aapko Technical Tips,Tricks Pasand hai to aap hamare Blogger ko Follow kar sakte hai.iske alawa aap hame social site pr bhi follow kar sakte hai.

Dostoo is Is Blogger mai mai aapko Bataunga Ki aapk Gmail ke Through Badi Badi Files  ko Kaise send Kar payenge.Aur Ye sab aap apne mobile se hi kar sakte hai. How To Send Big File Through Email?
Email me badi file Ko kaise bhenje


Isase pahle mai aapko bata du ki aap Simple tarike se Email ke through kewal 20 MB tak ki hi file ko Send kar payenge. Lekin mai aapko aaj bataunga ki aap Simple tarike se hi 20 mb se jayada badi file ko email ke through kaise send kar payenge.To Chaliye ab sidhe Topic pr aate hai.

How to send big file through email Hindi 2021

  • Sabse Pahle aapko apna Google Drive Application Ko open Kar lena hai. iske baad aapko isme Wo file Upload karna Hai,Jo aap send karna cahte hai.
  • File Upload ho jaane ke baad aapko Apna Email account ko open kar lena hai, aue aapko Email compose karna hai. aue Wo Email Select Karna Hai Jis per aap File send karna cahte hai.  iske baad aapko uper me attached per jana hai. iske baad aapko Insert From Drive per jaana hai.
  • Ab aap wo File select kijiye Jo aapne Drive me Upload kiya hai,aur Nich me select per click kijiye.
  • Ab aapka file bilkul select ho chuka hai,aur Ab aapko SEND pr click kar dena hai.
  • Yadi aapko samjh me nahi aaya to nich me diye gaye Vidoe ko dekh sakte hai.
Read more posts-
Technicalroad- Tech Online Hindi Me

नमस्‍कार दोस्‍तों मेरा नाम विवेक प्रसाद है। मैंने PG (Post Graduate) किया है। मेरी उम्र 25 साल है। मुझे ब्‍लॉगिंग बहुत पसंद है इसलिए मैं ब्‍लॉगिंग सिखता और दुसरो को भी सीखाता हू।

Previous Post Next Post