Top 10 best seo tools for blogger 2021 Hindi

Top 10 best seo tools for blogger 2021-Jab hum new blog banaate hai to sabse bada problem traffic ka hota hai. Post likhne me baad hame Jayada Dhyan SEO per dena padta hai Qki SEO ke bina Blog Ka Kuch nahi ho sakta hai. 

Yadi app professional blogger banana chahte hai to Aapko SEO ko Achee se samjh me aana cahiye. Tabhi app apne Site ko Rank Karwa payenge aur apne Site per achaa khasa traffic bhi laa payenge.Lekin Blog Ko Rank Hone ms Thoda Time To lagta hai.
Top 10 best seo tools for blogger 2021 Hindi

Jab aap Hard Work karnge to aapka Post  Google search me sabse Top per Ayega. SEO ke liye Kuch Tips aur Tools hote hai.Jiski madat se ham apne blog ko rank karwa sakte hai.B bahut saari aise tools hai jiska use Blog ke speed ko check karne me , SEO achee se ho raha hai ya nahi ise check karne me. Aur bhi bhaut saare tools hai jiske baare me mai aaj is post me baat karunga.Top 10 Primium SEO tool jo ki har blogger ko use karna cahiye iske bahut benefits hai wo bhi mai baat karunga.

Top 10 best seo tools for blogger 2021 Hindi

1.Keyword Planner

Keyword planner tool google ka hi Product hai. Jiski help se ham apne blog ya YouTube ke liye Keyword plan kar sakte hai. Means Best Keywords nikalate hai.is tool ko AdWords Keyword  Planner Tools ke name se bhi jaana jata hai. Is Tool se hone walaa sabse bada benefits ye hai ki Free me best Keyword suggestion deta hai jo ki apne blog ya YouTube ko rank karne me bahut helpful hota hai. Lagabhag sabhi blogger ya Youtuber isi tool ka use karte hai. Google keyword planner tool use karne me ease and User friendly hai.

2 SiteMap: Ye Tool aapke Blog ke liye bahut bada kaam karta hai. Ye google aur other search engine ko aapke blog aur aapke sabhi post ke baare me inform karta hai. Jo ki kisi bhi blog ke liye Helpful ho sakta hai.ese enable karne ke liye ek code generate kar apne blog setting ke sitemap block me pest larna hota hai, taake ye aapke blog ko search engine me submit karna suru kar de.

3 Meta Tag Analayzer: Meta Tag Analayzer aapke Blog ke baare me search engine ko Information provide karata hai.Meta Tag Analayzer ko use karke aap apne blog ke meta tag ke baare me jaan sakte hai.F finally ye aapke blog ka Complete Status bata sakta hai. Ex-Aapka title kaisa hai.

4 Google Trends: Google trends google ka ek service hai jaha se aap trending topic aur most popular Topic ke baare me search kar sakte hai. Is tool ki help se aap daily,weekly,monthly aur early trending topic ke baare me jaankari le sakte hai. Is tool ka use aaj ke time me Youtuber jayada kar rahe hai. Wo yahi se maalum kar lete hai ki aaj koon sa Trending topic chal raha hai aur iske related Video bana dete hai.

5 Google Analytic: Google Analytic bhi ek google ka hi bahut neat tool hai.jaha se aap apne blog ya wapsite ke View,Visitors Daily, Monthly, Yearly Jaan sakte hai. Isme aapko ye batata hai ki aapke koon se post me sabse jayada View hai.c contery wise bhi aap view check kar sakte hai.a ap complete deta export bhi kar sakte hai.

6 robot:txt: robot:txt ek file hota hai jise hum apni wapsite me rakhte hai. Ye search engine ko follow karta hai. Is tool ka main kaam hai apne post ke baare me search engine ko batana. Ye decide karta hai ki aapke kis post ko search me dikhaye aur aapke kus post ko search me na dikhaye.

7 Backlink checker: Backlink SEO le liye kaafi Jaruri hota hai. Yadi aa jayada backlink creat karenge to aapka post Search me Jaldi aur sabse Uper aayega. Backlink se hum apne post ko ya other blog ko apne post me link karte hai. Ye saare link ke baare me Backlink cheacker ko batata hai. Matlab aap apne post ke backlink ke baar me jaan sakte hai ki kis post me kitna backlink kiya gaya hai.

8 Link Analyzer: Is Tool ke through aap apne blog ke har ek link ke baare me Jaankari le sakte hai. Ye link analyais karne ka beat tool hai

9 GetMetrix: Is Tool ki help se aap apne blog ki speed check kar shakte hai. Ranking dekh sakte hai. Dhyan rahe ki aapke post ki loading time  ( 4 sec )se kam honi cahiye.  Aap yaha se hamesha check kar skate hai.

10 SEO Quake: Ye Tool Browser Extension hai. Jiski madat se aap apne Browser ki puri details le sakte hai wo bhi live. Ise aap almost jar browser me use kar sakte hai.

Conclusion 【 निष्कर्ष 】
To Friends maine aapko Jitne tools bataye ye sabhi Bilkul Free to use tools hai. Iske liye koi paisa dene ki jarurat nahi hai. Aur ye sabhi Best tools hai. SEO ke liye  agar aap ek blogger ya ek YouTuber hai to aap ye sabhi tools ko use kar sakte hai. iske baad bhi aapko koi dikkat hai to apa hame comment Box me puch sakte hai.
Technicalroad- Tech Online Hindi Me

नमस्‍कार दोस्‍तों मेरा नाम विवेक प्रसाद है। मैंने PG (Post Graduate) किया है। मेरी उम्र 25 साल है। मुझे ब्‍लॉगिंग बहुत पसंद है इसलिए मैं ब्‍लॉगिंग सिखता और दुसरो को भी सीखाता हू।

Previous Post Next Post