TOP 10 search engines In the world ( list 2022 )

TOP 10 search engines In the world ( list 2022 )-Hello Friend's aapka ek baar fir se Sawagat Karta Hu mere is Blogger me.World Most Popular Top 10 Internet Search Engine List In Hindi, Kuch Bhi Search Karna Ho to Internet Per Search karo, Ye Aaj ka New World hai Jaha aap ghar baithe duniya ki Jaankari Paa sate ho.

Search karne ke liye hum search engine me  Keywords ya location type karte hai to hame waha se information milta hai.

TOP 10 search engines In the world ( list 2022 )

Read more
Search karne ke liye World ka sabse popular search engine Google Hai.Lekin iske aalawa bhi kai Aur search engine hai.waha per bhi aap kuch type karke information paa sakte hai.to aaj ham aapko world ka top 10 search engine ke baare me batane Ja rahe hai.jo ki pure world me search karne ke liye Use kiya jaata hai.

World Most Popular Top 10 Internet Search Engine ( List-2022 Hindi)


Aaj mai aapko 10 sabse badhiya search engine ke baare me baatne wala hu. Agar aap Mobile ya computer ka Use karte hai to Internet per search karne ke liye Browser ka Use jarur karte honge. Lekin Ek Baat bata du Google aur Youtube ke alaawa aur bhi Most Popular Search engine hai. Jiska use aap bahut hi aasani se kar sakte hai.

1 Google: 

Google Ko ya Google Ke baare me Koon nahi jaanta hai.Google search Engine world ka sabse No-1, Popular aur Sabse Jayada use kiya jaane wala Search engine hai. netmarketshare report (August 2018) ke hisaab se Pure world me 71.98% log google per search kiye hai. 

Alexa ke anusaar google.com world me sabse jayada visit kiya jaane wala web hai.Aur Alexa ne  google.com Global aur US No 1 Bataya hai.

2 Baidu: 

Baidu Chinese based Search engine hai. Jo 1 January 2000 ko Found kiya gaya tha. Is Search engine pr aap wapsite,audio file & Image search kar sakte hai. Netmarketshare report (August 2018) ke anusaar world me 14.04% logo dawara search kiya gaya hai. Alexa per Globle Rank 04 Aur china me No1 hai.

3 Bing: 

Bing bhi bahut se popular search engine hai. Jo Microsoft ka hai. Is search engine ko netmarketshare report (August 2018) ke anusaar world me 7.76% log search kiye hai. Alexa per Bing ki Globle Rank 43 aur China Rank 32 hai.

4 Yahoo: 

Yahoo bhi ek bahut hi popular search engine hai. gmail ke baad yahoo ka mail service bahut hi Popular hai. Yahoo search engine per 4.44% log hi search karte hai.

5 Yandex: 

Yandex Russia Me Use liya jaane wala search engine hai.Aur ye Russian Internet company bhi hai.Jk ki 1997 me launch huaa tha.Yandex search engine ko Russia ke alaawa aur bhi kaise desh me use kiya jaata hai.

Iski service me special hai - Yandex Map,Yandex Music , Online Translater etc. Aur bhi bahut kuch hai isme.aap iske Search engine me image aur Vidoe bhi search kar sakte hai.ye Free email service bhi provide karti hai. Alexa per Globle Rank 23 aur Russia me Rank 3 Hai.

6 Ask: 

Ask.com pahle ask jeeves ke name se jaana jaata tha ,jo ki 1995 me found kiya gaya hai. ask ka search share world me 0.33% hai. waise ask Questions and Answer Community hai,jaha aap apne Question ka Answer paa sakte hai. Waise search ke liye kuch khaas result nahi milta, jaise ki Google Yahoo aur Bing per milta hai. Ask Ka Alexa Globle Rank 125 hai.

7 DuckDuckGo: 

DuckDuckGo Bhi ek Bahut Hi Popular Search engine hai.Jiska bahut hi simple and user friendly interface hai.DuckDuckgo aapka deta nahi collect karta, aur na hi aapka personal information kisi ko share karta hai. Jo Ki ache policy hai. Es search engine me search karne ke time advertisement bhi nahi aata hai. Iska Alexa Globle Rank 258 and USA Rank 171 hai.

8 Naver: 

Never south korean based Search engine hai, Jo ki never corporation ke through 1999 me launch kiya gaya tha. World me never ma search share 0.12% hai. Alexa Globle Rank 72 aur south korea me iska rank No1 hai.

9 AOL: 

Aol New York Based and Top 10 Search engine me se ek hai. Iska market share 0.05% hai. Aol ka alexa per Globle Rank 320 hai aur us rank 89 hai.

10 Dogpile: 

Dogpile search engine Google,Yahoo,Bing aur baaki ke search engine se deta collect karke result show karta hai. Ye search engine 1995 me found huaa tha. Iske Features me ek best features hai ki spelling correction ko yellow highlight kar ke dekhata hai.Dogpile ma Alexa Globle Rank 7061 aur US Rank 4841 hai.

Conclusion

Aaj Ke article me maine aapko World Top 10 internet search engine ke baare me bataya. Ye sabhi Best search engines hai.Agar aapko Kuch Sawaal Puchna ho to aap hame comment Jarur kare.
Technicalroad- Tech Online Hindi Me

नमस्‍कार दोस्‍तों मेरा नाम विवेक प्रसाद है। मैंने PG (Post Graduate) किया है। मेरी उम्र 25 साल है। मुझे ब्‍लॉगिंग बहुत पसंद है इसलिए मैं ब्‍लॉगिंग सिखता और दुसरो को भी सीखाता हू।

Previous Post Next Post