5 BEST android games of 2021 Hindi

5 BEST android games of 2021 Hindi-Hello Friends Aaj ke is Article me aapko Top 5 Android Games  Bataunga Jo bikul Free honge aur khaas bhat ye hai ki aaplog is Games ko Android Mobile me bahut aasani se khel sakte ho.ye games jo mai bataane ja raha hu ho sakta hai ki aaplog is Games ke baare me Jaante ho Qki ye sabhi games Trending hai,aur sabhi Play store per Avalibalie hai.
5 BEST android games of 2021 Hindi

Ek baat dhyan rakhe ye sabhi games Offline Avalibalie nahi hai.isme se kuch games ke liye Internet ki jarurat padegi.To is Article ko aap Dhyan se padhe tabhi aap achaa se samjh payenge.

5 BEST android games of 2021 Hindi

Agar aap Smart Phone Chalaate ho to aaj mai aap ke liye 5 best Free Android Games ke baare me bataane walaa hu .aap khaali samay me games khel kar.maza le sakte hai

1:-PUBG Worlds No:-1 Game

Is Game ke baare me aaplog jaante honge aur rooj aap is game ki video Youtube per dekhte honge.ye bahut hi Trending Game hai aapko ye game lagabhag 1.6 GB ka Game hai per ye sabhi smart phone ke liye nahi hai.Agar aapke phone me 3 GB ka Ram hai to aap aasani se khel sakte hai bina kisi Lag ke.-PUBG Reinvent games company ka hai.yah company ne BUBG lite bhi launch kiya hai per yah officially india me launch nahi kiya gaya hai.PUBG Lite low Ram phone ke liye hai jinke mobile me 1 GB ka Ram hai to aap ise Downlaod kar sakte hai PUBG Lite 250MB ka haiYe Game Khelne Ke liye Internet Jaruri Hai.

2:-Tekken Action Game For Android 

Tekken bhi Shadow Fight ki tarh hi Ek Fighting Game hai lekin In doono me kaafi cheese Aalag hai.aur isi Wajah se ye doono Games Popular hai.Ise Namaco entertainment company ne banaya hai.yah games pc ke liye bhi kaafi popular hai.is game ki ek khaas baat ye bhi hai ki yah thoda thoda Anime Style me hai to agar aapko anime pasand hai to ye game aapko kaafi pasand aayega.isme bhi aapko gesture se hi control karna rahta hai.uske control kaafi simple hai.aur isme kaafi cheese di gayi hai.isme bhi aapko fighting ka badhiya Experience dekhne ko milega.

इनको भी पढें-

Ye Application aapko 187MB ka Milega aur Ye sabhi smartphone ke liye hai.lekin ye game aapko bina kisi lagging ke khelna hai to aapka smart phone 5.1 lollipop se high hona cahiye.Ye game ke liye Internet connect jaruri hai

3:-Asphalt 9 Legend

Agar aap racing game fan hai to aapne is game ke baar me suna hoga.yah game haal hi me india me launch huaa hai.aur ye game racing me No-1 hai. Aapne asphalt 8 khela hoga per ek baar asphalt 9 ko khel kar dekhiye aapko jarur pasand aayega.yah ek High Graphics game hai,aur Easy control interface game hai.

Yah play store per Avalibalie hai aur bilkul free hai.ye hame ki size 1.4GB hai per yah sabhi phone ke liye nahi hai.isme bhi kuch Requirements hai.Aapka Phone 5.1lollipop se high hona cahiye.aur minimum 3GB Ram Hona cahiye.Tab aap Bina Lagke ye Game khel sakte hai.Ye Game Offline Aur Online Doono hai.

4:-Into The Dead 2 For Android

Into the Dead 2 ek First Person Action Game hai.jisme aapko zombies ko shoot karna rahta hai jise Pik Pok ne Publish Kiya hai.is Game me aap pee kai saare zombies hamala karte hai jisko maarkar aage bhagna rahta hai.yah game isi chees per based hai.

Yah game ki size 526MB ki hai aur yah play store per Avalibalie hai.per iske bhi kuch Requirement hai.Aapka smartphone 5.1 Lollipop se higher hona cahiye aur 2GB ka Ram Hona cahiye.Yah Game Offline khel sakte hai.

5:- Mission Impossible Figuration

Yah Bhi ek Action and Shooting game hi hai.lekin yah Koi zombies ko shoot karne wala game nahi hai.isme aako alag alag mission aur level compleat karna  hoga.Isme aako kaafi had tak GTA Ke puraane version jaise felling hogi.

lekin yah game utna world nahi hai.haalki aap open world game ke shokeen hai to isle khel kar aako kaafi maza aane wala hai.yah kaafi had tak mission impossible rogue nation movie se inspire  hokar banaya gaya hai.

Yah game ki size 95Mb hai.aur yah sabhi smartphone me khele j sakte hai.aur ye per agar better experience ske liye 5.1 lollipop se higher hone chahiye.Yah game ko khelne ke liye Internet connection Jaruri hai.

Conclusion

Upar me maine aapko Jitne bhi game ke baar me bataya wo sab mere hisaab se 2021 ke top 5 games hai. Yadi aapka Koi sawaal rah gaya ho ya aapko kuch puchna ho to aap hame niche comment box me likh sakte hai
Technicalroad- Tech Online Hindi Me

नमस्‍कार दोस्‍तों मेरा नाम विवेक प्रसाद है। मैंने PG (Post Graduate) किया है। मेरी उम्र 25 साल है। मुझे ब्‍लॉगिंग बहुत पसंद है इसलिए मैं ब्‍लॉगिंग सिखता और दुसरो को भी सीखाता हू।

Previous Post Next Post